Thursday, July 26, 2012

Hay koyee aur itna bareek aur mukamul hisab kurnay wala

Hay koyee aur itna bareek aur mukamul hisab kurnay wala
Allah raat ko din main say aur din ko raat main say nikalta hai
22 June say 12 December tuk hur roze 80 second kay furk say din chota hota hai
Yahan tuk kay din 10 hours ka aur raat 14 hours ki hojati hai
25 December say 25 June tuk 45 seconds kay hisab say din bara hota hai
Yahan tuk kay din 14 hours ka aur raat 10 hours ki hojati hai
Shumali and Junubi qutub main 6 maah ki raat aur 6 maah ka din hota hai
Her 21 March and 23 December ko raat din barabar hotay hain
Paak hay woh zaat jo hur cheese per Qadir hai
Hur cheese main purwardigaar ki qudrut deikho

7 Aasmanoon kay naam aur rung

7 Aasmanoon kay naam aur rung

1. Rafi (Pani Jaisa)
2. Qaydoom (Tanbay Jaisa)
3. Madoon (Peetal Jaisa)
4. Arfaloon (Chandi Jaisa)
5. Hayoon (Sonay Jaisa)
6. Aroos (Yaqoot Sabz)
7. Ajma (Safaid Moti)